Sunday, January 17, 2010

KHUDA K LIYE

jo dil me ha wahi muh sa kaho khuda k liye
oowey sa to rehny he fo go-ma-go khuda k liye\
kabhi kabhi to zadam ranja kijiye yaa bhi
milaap tarak na biklkul karo khuda k liye
hamesha ghero k to sath phirty chalty ho
kabhi hamary ghar tak chalo khuda k liye
hai ikhtiyar tumhen mano ya ..
jo hum kahyn aur sa tum sun to lo khuda k liye
karo na aashiq miskeen par apna chashm etaab
butoo khuda k ghazab k daro khuda k liye
nahi hun ap key me aabro ka kuch dushman
ye itna munh sa kaho to Khuda k liye
Khuda k wastay dyty han sir bakhi apna,
tum aik boosa to do ay butoo khuda k liye
hazaaroo auroo ki suntay ho aik mari bhi
laga k kaan zara suno tum khuda k liye
zafar ki arz ye ha ya janab-e-fakhr-jahan
mujhy ghulam tum apna gino khuda k liye.


mari bat to koi nahi sunta jo sunta ha ghalat samjhta ha. Ya ALLAH ye kaha ka insaaf ha tera. Ya ALLAH me sirf tujh par bharosa kiye huay hu. Me na tujh par chora ha sab kuch. tu hi insaaf kar. aur tu hi saza dy har us ko jo saza k qabil ha, jis na mary sath bura kia.


Hazrat nouman bin basheer sa riwayat ha k Huzoor Mohammad (pbuh) na farmaya, momineen ki misaal ik dosry par reham karny dosti rakhny aur shafqat ka muzahira karny me ik jism ki tarah ha, chunacha jab bhi jism k kisi hissy ko takleef pohochti ha to sara jism be khwabi aur bukhar me us ka shareek hota ha.
me na agar kisi par reham kia aur momin samjh kar, aur us na us ka badla us ka ulat lia to. Ya-ALLAH to sab daikhny wala ha, tujh sa kuch chupa hua nahi ha, Tu insaaf kar mary haq me. is dunia ma nahi to. akhrat ki zindagi me.

Allah will do the justice.



hazrat abdullah sa riwayat ha, Huzoor Mohammad PBUH ne farmaya , aik musalman dosray musalman ka bhai ha, wo is par zulm karta ha na isay be yar -o- madadgar chorta ha. jo shakhs apny musalman bhai k kam ata rehta ha ALLAH us k kam me madad karta ha. aur jo shakhs kisi musalman ki duniawi mushkil hal karta ha ALLAH us ko Ukhrowi Mushkilat me sa koi mushkil hal farmaey ga, aur jo shakhs kisi muslman ki parda poshi karta ha ALLAH qayamat k din is ki satar poshi kary ga.

No comments:

Post a Comment

Dear blog visitor, Thanks for visiting my blog.