(kuchh kum roshan hai roshani, kuchh kum gili hai baarishein
kuchh kum lehraati hai hawa, kuchh kum hai dil mein khwaayishein
tham sa gaya hai yeh waqt aise, tere liye hi thehra ho jaise
hmm hmm hmm hmm............) -
(kyun meri saans bhi kuchh bhigi si hai
duriyon si huyi najdiki si hai) -
jaane kya yeh baat hai, har subah abb raat hai
kuchh kum roshan hai roshani, kuchh kum gili hai baarishein
kuchh kum lehraati hai hawa, kuchh kum hai dil mein khwaayishein
tham sa gaya hai yeh waqt aise, tere liye hi thehra ho jaise
hmm hmm hmm hmm............
(phul mehake nahi kuchh gumsum se hai
jaise ruthe huye kuchh yeh tumse hai) -
khusgbuye dhal gayi, saath tum abb jo nahi
kuchh kum roshan hai roshani, kuchh kum gili hai baarishein
kuchh kum lehraati hai hawa, kuchh kum hai dil mein khwaayishein
tham sa gaya hai yeh waqt aise, tere liye hi thehra ho jaise
hmm hmm hmm hmm............
That is fine - all about the nice things. Technology, Project Management, Designing, Development, Quotations, Photography, Lyrics, Literature, Poetry, About The Cities, Religion, Job, Life, Songs, Movies, Dramas, History and much more.
Monday, October 20, 2008
kuch kum ha roshni
Labels:
Myself amp; I,
poetry,
present
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment
Dear blog visitor, Thanks for visiting my blog.